शनिवार रात एक दोस्त से ऐवेही बात चीत हो रही थी एक नज़्म पर जो किसने लिखी पता नहीं.. उसके लेखक की खोज अब भी जारी है ...
बातों बातों में शहरों के बारे में बात चल पड़ी जो बाद में पढ़ी तो किसी नज़्म जैसी लगी.. तो सोचा शेयर कर दूं...
दोस्त का नाम नहीं बता रही .. इजाज़त नहीं ली न इसीलिए... बात चीत कुछ इस तरह थी...
Friend: names are weird
itne saare shahar hain
1:25 AM in ke naam kisne rakhe hongey
me: right
sheher sheher na hua koi insaan ho gaya ...
kaash sheheron ki bhi autobiography hoti
1:26 AM :P
Friend: hehehe
hoti hai
me: jo sheher khud likhta
Friend: par zubaan alag hoti hai
chauraaho par
mandiro mein
bageecho mein
puraane school colleges mein
bikhri hoti hai
1:27 AM usey padhne wale chaahiye
me: par kisi aur ke munh se uski nazar ki kahaani hogi
sheher ki aatmakatha ki baat hi alag hogi
1:28 AM main itne baras se yahi hu bas naam rang roop badla hai
rooh nahi badal paaayi
Friend: hheheh
sateek hoga
but i wud still say
1:29 AM shahar apni autobio likh ke chod deta hai
just to be read
but not to be told :P
me: i think likh ke phaad deta hoga
tabhi to tukdon mein milti hai
uski kahaani
1:30 AM jigsaw puzzle jaisse
Friend: haaaan
ye baat mani
me: jaise ban paayi jod lo
kisi ki jigsaw shayad hi same ho
Friend: yeah
1:31 AM wo uska interpretation hai puzzle ka
coz is puzzle mein tukde sab fit ho jaate hain
me: right
No comments:
Post a Comment